Opinión verificada
2/10 Mala
Mohan
27 oct. 2026
Sirji jo ayodhya bhavan me super delux room book kiye the vo dwarka pahuchne per hotel hi change ker diya hotel matrushree me bhej diya rooms super delux se delux me bhej diya pahle hi hotel chang kerte to hom mandir ke pass me hotel book kerte isliye ayodhya bhavan pasand nahi aaya


















